Ryan
رکن ختم نبوت فورم
As salamu Alaikum wa rahmatullah wa barqatuhu
Mere kuchh Qadiani Dost ye Ayat pesh karte he ke
وَآخَرِينَ مِنْهُمْ لَمَّا يَلْحَقُوا بِهِمْ ۚ وَهُوَ الْعَزِيزُ الْحَكِيمُ
اور دوسروں کے لیے بھی انہیں میں سے جو اب تک ان سے نہیں ملے۔ اور وہی غالب باحکمت ہے
Surah Juma 62:3
Aur Natiza nikal kar kahte he ke isme Huzur ne Salman Farsi Ra ke kandhe par haath rakh kar kaha ke Farsi me se ek shakh ayega aur wo iman surayya tare par se wapis layega....!
Aur wo Farsi Mirza sahab he...to mera sawal yah he ke
Kiya is Ayat ka mutalba yah he ke Hujur Akhiri me Fir se Nazil honge ? Aur wo bhi Buruzi shakl me jesa ki Mirza ka dawa he...?